Yeh To Tumhe Bhi Pata Hai - Latest

Jo shikayat halka sa tha usko tufan sa bana diye meri is jindagi mein

Jo fasla phir bhi jindagi nibha de reha tha usko jindagi ka ek atoot fasla bana kar rahe

Na koi unreasonable expectations ke buniyaad se khada kiya gaya tha is umeedon ke duniya ko

Phir bh koi kami koi kasar nahi choode is kahani ko batane main

Kabse ye paise ke madhosh darindo ko jisko phir bhi apne religion par is kadar se naaz tha unke saath ek majboori ka rishta nibhay ja raahe they yeh toh pata tha tumhey bhi aur hamey bhi

Jaise kisii Janam ka koi rishta raha hoga hamare tunahara beech jisme kuch batana tha tumko hamay

Is pyar mein shikwa aur shikayat dono hi tha aur tumse kya narazgi thi yeh to pata tha tumhe bhi aur hamey bhi

Kisi zeher ki tarah ghol kar tumahre batay hue religion par zindagi phir bhi jiye ja rahe they yeh to pata tha tumhey bhi aur hamey bhi

Phir bhi Insaan ka is kadar se doosre ke paise ke nashey main madhosh darindo ka gira hua roop dikha kar rahay

Insaan ka insanyat per se is kadar se viswas utth jaane wala roop in darindo apno mein phir bhi dikha kar raheey

Comments

Additional Resources

Get AI Feedback on your poem

Interested in feedback on your poem? Try our AI Feedback tool.
 

 

If You Need Support

If you ever need help or support, we trust CrisisTextline.org for people dealing with depression. Text HOME to 741741