Yeh To Tumhe Bhi Pata Tha

Jo shikayat halka sa tha usko tufan sa bana diye meri is jindagi mein

Jo fasla phir bhi jindagi nibha de reha tha usko jindagi ka ek atoot fasla bana kar rahe

Na koi unreasonable expectations ke buniyaad se khada kiya gaya tha is umeedon ke duniya ko

Phir bh koi kami koi kasar nahi choode is kahani ko batane main

Jaise kisii Janam ka rishta tha hamare tunahara beech jisme kuch batana tha tumko hamay

Yeh to tumko bhi pata tha aur humko bhi is pyar mein shikwa aur shikayat dono hi tha

Kabse ye paise ke madhoshi darindo ko jisko phir bhi apne religion per is trash se naaz hai unke saath ek majjboori ka rishta nibhay ja rahey they ye tumko bhi pata tha

Phir bhi Kisi zeher ki tarah ghol kar tumahre batay hue religion par jundagi Jiye ja rahe they

Insaan ka is kadar se doosre ke paise ke nashey main madhosh darkndo ka gira hua roop dikha kar rahay

Insaan ka insanyat per se viswas utth jaane wala roop in darindo apno main dikha kar raheey

Comments

Additional Resources

Get AI Feedback on your poem

Interested in feedback on your poem? Try our AI Feedback tool.
 

 

If You Need Support

If you ever need help or support, we trust CrisisTextline.org for people dealing with depression. Text HOME to 741741