Rudra
June 19, 2020
Prachand h
Tu rudra h
Kripa ka mahasamudra h
Kaalon ka tu kaal
Vidhwansh ka tu mool h
Aarambh tu aur antt bhi
Bhakti teri anant h
Trikaaldarshi
Trilochna
Mahakaal prabho
Namastubhayam
Koti sahastra naam h
Gatha teri anant
Saumya swaroop tu dikha
Gyan ka goodh rahasya suna
0 snaps·6 views
View on Power Poetry →