majzoobiat
ayaan hwy jis par kai raaaz e qudrat
duniya kay shor o gul main aik chup sadh gya ha
majzoob apni majzoobiat liay pohncha hay dar e yaar
wajd main hay lekin zii hosh bhi bara hay
koi tou is se pochay akhir kya wajah ha
dar e yaar tou khula q chokhat pay jhumta ha
sar kr gya hun hayal ruqawatain rah e yaar ki
hayal naqaab e yaar ha ,anal haq ha, dar ha
This poem is about:
My community